@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
Chhoti si hai wo meri ek Rajkumari..
karti dil mein raaj wo hai Raj Rani..
sab uske dil mein samaye hai..
aati use rishte bhali bhati nibhani..
dil mein uske hai dher sara pyar shyar
gussa kare wo to aata hai hume bhi uspe pyar
kabhi puchhu main rabb se..
kya tune banai hai,,
muje usse mila k mujko ..
Anmol ratan jaise dedi hai ..
wo koi aur nahi,, dil mein rehti wo
Ruhi Narang jo sab ki hai nani..
aati hai use har ek ki class v lagani !!
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@