!!!!!!!! Meri Chahat!!!!!!
Phir se likhne ki chah hai mujhe
Per na jane kyun kabhi
Kalam to kabhi pal sath ni dete
Usse bhulne ki chah hai mujhe
Per jane kyun
Uske sath bitaye woh lamhe …
Kabhi uska naam sath ni deta !!
Usse kuch kehne ki chah hai
Per na jane kyun
Kabhi jubaan to kabhi dil sath ni deta
Uske paas jaane ki chah hai mujhe
Per na jane kyun kabhi taqdeer
To kabhi Woh !! Sath ni deta.!!!!!