Koshish Kare dur jane ki
Use bhul jane ki
Per khuda ko ye manjoor kaha
Kabhi to woh ……..
Kabhi unka nam humari
Jindagi ban jate hai
ye pyaar ka joonon ni….
Or na hi koi jid hai humari
Ye to unka liya inthaan hai..
Unse ikrar karne ki di saza hai…
Tabhi to…….
Kabhi woh aaine ki tarah humare samne
Kabhi humari perchai ban jate hai…