08.10.2011
Oh Maiyaa tu yun jid a ker, mei to jaungi saajan ke ghar
Saajan mera us paar hai, kerta mera Woh intzaar
Woh kehta hai woh aayega ……..
Sath mujhe le jayega
Phir kyn to roke kyun tu toke
Kya hai khoff tere man mei….
Sab kuch tu to jaaane he …
Maane wo sab kuch mujhe ……
Meri pyaari maiyaa Phir kyun tu ye jid na chore….
Vishwaas tu kyun khoye hai
Teri beti ki jholi mei khushiyaan lakh haazaar dega!!!
Woh Pyaar mujhse kerta hai …..
Aaj bhi intzaar mera kerta hai
Oh Maiyaa tu yun jind na ker mei to jaungi saajan ke ghar
Saajan mera us paar hai kerta mei intzaar hai